prakriti ki sundarta ke bare me in hindi
Answers
Answered by
27
prakriti eshwar ki di hui anupam bhet hai.hame eshwar k diye gye iss bhet ki surksha krni chahiye nahi isko din prstidin khtm krna chahiye. es den k sahare hi manushaya apna aastitva iss dharti par bna paya hai. prakriti ka roop manushya dwara nhi banaya gaya hai parantu wah swayam hi pal pal manushya ko apne saundarya se mohit karti aai hai. prakriti k vividh roop vishwa k kone kone me bikhre pade hai. iske upadan vriksh, jharne, pahad, badal, mausam, pasu-pakshi, hariyali, nadi samudra ityadi hai. inke karan hi iski chata har jagah alag alag aur abhootpurva hoti hai. yadi yh nhi ho to manushaya jeevan ko ji hi nhi skta hai. prakriti hamare jeevan ko kai roopo se sawarti aur hamara palan poshan karti hai. kaviyon ne prakriti k iss saundarya ko apni rachnao se aavashyak esthaan diya hai.
shreyaupadhyay7:
the answer is very nice.
Similar questions