Hindi, asked by Akhsukhuranchan, 1 year ago

Prepare a 3 minutes speech on samay ka sadhupyog(time management).

Answers

Answered by saloni25
2
samay ka sadupyog humare liye bahut jaruri hai
ek vidyathi k jeevan me samay ka mehtav bahut jaruri hai kyuki agar woh apne saare kaam samay par kare to woh aage badhega.
samay ek aisi cheez hai jo kabhi bhi dubara waapis nahi aa sakti.
kuch logo samay ko humesha barbaad karte rehte hai aur antt m pachtatey hai
aj kal k yug me saare log apni apni zingdi me vyasth h kyuki unhe pata hai samay ka mehtav kya hai
Answered by vedant13
1
samay hamre jevan ek bahut mahatva purna ghatak hai.samay ka mahatva ham sab ko jan na bahut jaruri hai...samay ka upyog kar lens chahiye kyu ki har samay alpana nahi rahta....isliye kahavat hai ki...apanon ka pata chala hai vakt ke Saath....kyo ki jan hamara samay achha raha hai to hamari boli sab ko achha lagata hai aur hamara samay agar bura hai to.....hamari achha pan bhi logonko bura lagata hai.....isliye game ka bhi bhi samay ka hasya udana nahi chahiye...our samay ke Saath chalna our samaya ke Saath badlna bhi sikhna chaahiye.....samya ka durupayoga na karke samaya ka sadupyoga kaise kare uska vichara hamesha hamre man me aaanaa chaahiye...ek bar agar samay minal gaya to for se hame o pal ya samaya nahi milega....samaya hamare jevan ka poonji hai hame samay par kaam karna chahiye...our samaya rahate hi kuch accha Sikh bhi Lena chaahiye....samya ka mahatva ke baat me kitna bhi likhe kam hai...samay ko aaj mavo aur aahe badho...
Similar questions