Hindi, asked by Harshar2oman6i, 1 year ago


Purani aur nayi filmo mai antar (150-200 words)

Answers

Answered by monu7bishnoi
1
1. Pahle ki filmo mai kahani achhi hoti thi , ajkal ki filmo mai kahani door door tak nhi hoti . achhi patkatha ka abhaav dekha jaa sakta hai .

2. pahle ki filmo ko poore parivaar ke saath baith kr dekh sakte the  kyuki wo saaf suthri aur mulyo se bhari hoti thi . ajkal ki filmo ko bhai bahan bhi saath baith kl nhi dekh sakte.

3. pahle ki filmo mai parwaar kendariya bindu hota tha , aajkal live in - relationship pe jor hai .

4. pahle ki filmo ke gaane aur sangeet kaafi achha aur madhur hota tha jo ki      darsko ko dasko  tak aad rahta tha . issliye use evergreen bhi kahte hai .       ajkal ki filmo ka sangeet aur geet 7 din baad bhi kisi ko yaad nhi rahte .

5.  pahle ki filme  puraskaar dilaati thi aajkal ki fime sirf paisaa dilati hai .

6.  ajkal ki filmo ki cinometogrsaphuy kaafi achhi hai , addhunik taknik k            karan  bahur sudhaar aaya hai . pahle iski ki kami thi .

7. aajkal sako moukaa mil raha hai kaam krne kaa har setra mai . pahle ek        raaj tha sitaaro kaa . aaj kal har naye chare ko pana hunar dikhaane ka         mouka mil  raha hai .

 8. pahle ki   fimne kam paiso mai aur bahut dheere dheere banti thi . aajkal      adhik lagat aur jaldi se ban jaati hai .
Similar questions