Hindi, asked by chita777, 1 year ago

' Pustake gyan ka bhandar' vishya par anuched lekhan.

Answers

Answered by Ritikanagar1
2
Aaj kal sab books main kam aur t.v. mobiles main jada lage rahate h. Parantu agar hum ak tarf se deekhe toh mobile aur t.v. deekhne se humare aakhe(eyes) kharab ho jati h parantu books padhne se dimag suasht(fit) raheta h. Books main zayada se jayada gyan raheta h. Books padhne main humare iccha zagrut hoti h. Books main humare suasth(health) ke bare main jankari milte h.Books padhne ke koi nukshan nahi hota. Agar loge zayada se zayada books padhe toh saiyad unhe aur kise cheez ke zarurat na pade jaise t.v. deekhne ki
Similar questions