Hindi, asked by neelam3391, 1 year ago

Pustako ka mahtav in hindi

Answers

Answered by Shivika27
4
Pustake har insaan ke jeevan ka mahtva hissa hai.Pustake gyan ka sagar hoti hai.Vah humari sabse sachi aur achi mitra hoti hai.Humare school ke dosto ka saath toh bus kuch samaye ka sath hota hai magar kitaabein jeevan bhar humari sachi mitra hoti hai jo humara sath nibhati hai va gyan prapt karne ka ek bahut aasan aur majedar sahara banti hai.Jo gyan hume kitaabein deti hai vaha hume kahi aur se nhi mil sakta.Har vishay ka gyan paana ho toh aapko uus vishay par likhi pustak mil jayegi.Jaise agar aap puodoh and janvaro ke bare mein jaana chahte ho toh kayi tarah ki vighayan ki kitaabein hai.Isi tarah kayi vishayo par kai kitaabein milti hai jo gyan ka bhandar hoti hai.Vahe hume kai naye kise kahaniya sunati hai,kayi aanokhe aur naye toar tarike sikha ti hai.Pustake hume kayi cheejo se vaakhif karati hai.Kitaabein toh padhne ke baad humari sachi dost ban jati hai.

Dhanaya vaad.
HOPE U LIKE MY ANSWER.

Plz mark brainliest if u like it.
Answered by ishwar8368
0

Answer:

i think this may help full

Attachments:
Similar questions