Q2. वीरता के क्या-क्या लक्षण होते हैं? सोच कर अपने शब्दों में लिखिए।
Answers
Answer:
veerta ke lakshan veerta ke Kai sare lakshan hote Hain jaise logon ki madad karna apne hak ke liye ladna kabhi kisi se Na darna Sach ka sath dena apne desh ke liye ladna aur apne dushmanon ko maarna aur hamesha logon ka bhala karte rahana chahie
Explanation:
udaharan swaroop hamare desh ke Jawan army man vah apne desh ke liye hamesha ladte Hain apne aap ko kurban kar dete hain aur apne desh ko bachane ke liye dushmanon ka samna karte hain aur unhen maar dete Hain Bina apni jaan ki parvah kiye bagair,aur veerta ka yah matlab nahin hota ki kisi ko dara na dhamkana ya usko hamesha pratadit karte rahana shoshan karna yah veerta bilkul nahin hotiaur hamesha sacche logon ka sath Dena chhut ke khilaf khade hona aur acche ka sath dena Jay Hind.
Answer:
hi can you tell me answer to me inhindo