Hindi, asked by ashwin603109, 1 year ago

राम लक्ष्मण परशुराम संवाद के आधार पर परशुराम जी की चारित्रिक विशेषताएँ बताइए .pls give the ans of this question . Tomorrow my board exam

Answers

Answered by kareena42
4

Iss sanwad se hume yeh pata chalta hai ki parshuram ji apne aap miya mithoo banne waale vyakti thi. Ve bahut he kathor the. Unme krodh koot kootkar bhara hua tha. Unme ahenkaar bhi bahut tha. Poore sanwaad mai parshuram ji baar baar apni badhayi krte dikhai diye hai.

I hope that it will help u....

Answered by Ashmitaroy400
1

Parshuram Sahasi or shaktishali hai.

Parshuram veer or nidar hai.

Parshuram Savbhav se krodhi hai.

Par unma vinamrata ki Kami hai.

Similar questions