Hindi, asked by vinod01417, 7 months ago

राम लक्ष्मण परशुराम संवाद के तीनों पात्रों राम लक्ष्मण और परशुराम के स्वभाव की एक-एक विशेषता बताइए​

Answers

Answered by princi63sangwan
19

Explanation:

*parshuram Bahut krodh karne wale vyakti the..

jab ram ne shiv ji k dhanush ko tod diya jab parshuram ateyant krodhit ho gye the.

* Ram bahut hi naram k the..parshuram k krodh karne par Ram shant bathe rahe.

* lakshman urge savbhav k the.. parshuram k krodh karne par lakshman parshuram par vyangye karke unhe uksate rahe.

Answered by aarifakhatoon49
14

Answer:

Ram ke swabhav ki visesta

Vah bhot sahansil vyakti the

Lakshman ke swabhav ki visesta

Vah bhot hi chancal swabhav ke the

Parshuram ke swabhav ki visesta

Krodhi aur updravi swabhav ke the.....

I hope it help you......

Similar questions