Music, asked by crazyqueen57, 3 months ago

Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin

Tera nashila badan
Baahon ne chhoda nahin
Aankhen to kholi magar
Sapna woh toda nahin
Haan wohi woh wohi
Saason pe rakha hua tere hoton ka
Sapna abhi hai wahi

Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin

Tere bina bhi kabhi
Tujhse machal leti hoon
Karvat badalti hoon to
Sapna badal leti hoon (Repeat once)

Tera khayal aaye to
Balkhake pal jaata hain
Paani ke chaadar tale
Dum mera jal jaata hain
Haan wohi woh wohi
Saason pe rakha hua tere hoton ka
Sapna abhi hai wahi

Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin

Tere gale milne ke
Mausam bade hote hain
Janmon ka vaada koi
Yeh gham bade chhote hain (Repeat once)

Lambi si ek raat ho
Lamba sa ek din mile
Bas itna sa jeena ho
Milan ki ghadi jab mile
Haan wohi bas wohi
Saason pe rakha hua tere hoton ka
Sapna abhi hai wahi

O..Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin.​

Answers

Answered by taniya9491
1

Answer:

Raat ka Nasha abhi

Aankh se geya nhi...

Explanation:

Raat ka nasha- Abhijeet , Chitra..

Answered by Anonymous
0

\huge \sf {\orange {\underline {\pink{\underline {❥Answer}}}}}

Lambi si ek raat ho

Lamba sa ek din mile

Bas itna sa jeena ho

Milan ki ghadi jab mile

Haan wohi bas wohi

Saason pe rakha hua tere hoton ka

Sapna abhi hai wahi

Similar questions