Hindi, asked by farukkakaremailcom, 5 months ago

सीख लिखिए एक गांव पीने के पानी समस्या दूर दूर से पानी लाना



Answers

Answered by rostervol1
2

Answer:

sikh : ekta main bal hai.

Explanation:

ek gaon tha vha ke logo ko bhar se pani lana pdhta tha q ki vha gaon me pani nhi tha vha bahot door se pani lana pdhta tha.

ladkiya our ourte bhar se pani lati thi .our baki ke log ghar sambhalti thi.....

vha ladkiyan padhna chahti thi.par gher ke kamo se fursat hi nhi milti thi ..

ek din gaon ke ek ladke ne us vishay par charcha ki our gaon ke sarpanch ko batane laga par unhone uske bat par dyan nhi diya ... par usne school me jakar btaya our unhone ek bahot bda kuaa khodne ke bare me socha our vah aisa hi karte hai ... gaon ke bdo ko sharm aati vah bhi uski madat karne lage our unhone ek bda kuaa khod liya.................

esi liye kehte hai...........

dosto........

ekta me bal hai .....


ektabhogle03: o wow my name is ekta
Similar questions