Hindi, asked by aryan681, 1 year ago

sakhi summary in hindi with poem of sahit sagar

Answers

Answered by Anonymous
2
here is your answer,,,,,,,,,

Hindi sahitya ke Nirgun Wadi kav shri Kabir Das Main Apne is Sakhi mein Guru aur Ishwar ki tulna ki hai aur Guru ko Ishwar se Adhik Mahan bataya Hai Kabirdas Kehte Hai Ki Mere Samne Guru Eshwar Dono Khade hain aur unke Samne ki samasya utpann hui hai ki Pehle kis ke Charan Sparsh kare.Kiska Uttar was around 8 away Kehte Hain Ki Guru Hame Ishwar Tak usne Qamar dikkat hai isliye Guru Ishwar se Adhik Mahan Hai Aur Guru aur Hume Guru ke Charan Ishwar se pehle Sparsh karne chahiye.uske baad Kabir Das Ji Kehte Hain Ki jis vyakti ke bare mein Unka Hota hai usko Ishwar ka sakshatkar nahi hota hai kabhi Kehte Hain Ki Prem Gali bahut hai Tanhai isme do Log nahi aa sakte yeh to Prem Gali Mein and Karoge ya phir Bhagwan isme bataya gaya hai ki Man Man ke sath Ishwar ki Prapti nahi ho sakti.Iske baad Kabir Das Ji Kehte Hain Ki Kankar Pathar Jod ke masjid to Bana liya ab usme maulvis aur Roza Namaz Ada Karta Hai Kabirdas Ji vyang k saath tarike Se Puchte Hai Ki Kya Bhagwan bahra h.uske baad Kabhi kehte hai ki agar Pathar padna Se Bhagwan mil Jate toh main Bahar ki Puja Karta Kisi Patthar ki Puja karne se achha hai ki hum Chakki ki Puja Kare jis mein pise anaj se Sansar Mein Mein logon ka pet Bharta hai.Kabhi Kehte Hain Ki Bhagwan ke Guru ka varnan karne ke liye Saat Samundar Ki Sahi Bana Lijiye Prithvi ki one ok likh Ne Bana Lijiye Dharti Ko Pagal bana li Jati Bhagwan ki going to nahi likh sakte Ishwar ke Gunah aPaar Hai.

sorry for typing in hindi.

hope it will help you
Similar questions