समाज में मनुष्य का दर्जा कैसे निश्चित किया जाता है?
Answers
Answered by
3
Answer:
manushy jb sabka bhala chahta ho or schaika saath kabhibhi nahi chodta tb manushy ka darja nishchit Kiya jata hai.
Explanation:
mark me and follow me
Answered by
3
Answer:
aaj kal to paiso ke dwara.
Explanation:
aisa nahi hai ki sab jagah aisa hota ho lekin aaj kuch jagahe aisi hain jahan insaan paiso ke dwara hi apna daraja bana leta hain . aur bachi un jagaho ki baat jahan per insaan ke paas paise to nahi hote lekin samaj me ijjat aur samman bahut hota hai jiska karan hai unka acha swabhav dusro ki madad karne ki adat ..
waise aap maane ya na mane lekin ye kalyug hai yaha per paiso ke bina kuch nahi hota...
Similar questions