समुंदर के बड़े होने पर भी उसकी प्रशंसा क्यों नहीं की जाती
Answers
Answer:
kyu ki vo hame sirf paani deta hai lekin vo paani hame kuch kam nahi deta sirf namak deta hai isliye uski prashansa nahi karte
Explanation:
please follow me
Answer:
Samundar ke bade hone par bhi usski prashansha nhi ki jaati kyuki samundar chahe kitna bhi bada ho veh gehra hai aur ussmein kayi raaz chupe hai......ussmein gehrai hai aur ek manushya mahaan tabhi ho sakta hai jab usske bheetar koi raaz chuupa ho.....usski prashansha bhi issi prakaar hoti hai.....ek aur baat hai ki samundar ke gehre hone ke kaaran ussmein poore vishwa ko doobane ki taaqat hoti hai jo ki vishwa ke hit mein nhi kaam aata
samundar ka paani khara bhi hota hai...aur ek khare pravarti ke vyakti ki is duniya mein toh kya teeno loko mein bhi usski prashansha nhi ki jaa sakti.....issi kaaran mere hisaab se samundar ke bade hone par bhi usski prashansha nhi ki jaati