Sociology, asked by sonudmk83316, 10 months ago

Samajik Sanstha ka kya Arth hai 100 shabdon mein likhe

Answers

Answered by Anonymous
2

Answer:

samajik sanstha:- samajik sanstha se tatpary ek esi sanstha se hai jo hmare samaj ke kalyan ke liye kholi jati hai es sanstha ka kaam hmare samaj me upasthit vyapt buraiyo ka niptara krna aur kuch mool bhoot acche karyo ko badawa dena ya unko krana hota hai hmare samaj me aneko esi sansthaye khuli hoti hai jo hmare dainik jeewan me bhut upyogi hoti hai aur enka kaam hmare jeewan ko aasan bnana hota hai.m samaj me hone wale

Ex. Panchayat ka naam to sbhi ne suna hoga panchayat bhi samajik sanstha ka hi ek hissa hai aur eska kaam us samaj ke logon ke liye kaam krna hota hai

panchayt bhi 2 trha ki hoti hai jaise gram panchayat or nager panchayat ( nager panchayat ko nagar nigam ke naam se bhi jana jata hai ) en dono hi sansthao ka kaam apne apne chetr ke logon ki bhalai ke liye kaam krna hota hai.

Explanation:

I just hope this answer will helpful for you.

Similar questions