Samay ka mahatva anuchchhed lekhan 150 shabdon mein
Answers
Answered by
0
Answer:
here is your answer:
Explanation:
samay dhan se bhi jyada kimti hain;kyuki yadi dhan ko kharch kar diya jaye toh yh vapas prapt kiya ja sakta hain halaki,yadi hum ek bar samay ko gunva dete hain, toh इसे vapas prapt nahi kar sakte hain. samay ke bare main ek samanya khavat hain ki, "samay or jyar -bhata kabhi kisi ki partiksha nahi karte hain".yh bilkul prithvi par jivan ke astitv ki tarah he satya hain,arthat,jis tarah se prithvi par jivan ka hona satya hain,thik usi tarah se yah khavat bhi bilkul satya hain.samya bina kisi rukavat ke nirantar chalta rehta hain. yh kabhi kisi ki pratiksha nahi karta hain.ok
Similar questions
Math,
4 months ago
Math,
9 months ago
Business Studies,
9 months ago
Social Sciences,
1 year ago
Chemistry,
1 year ago