Samvaad lekhan on bhartiya tyohar
Answers
Answered by
1
Answer:
Explanation:
sikshak: bachho aaj hm tumhe hamare desh ar matrabhumi bharat ki sanskrti k baare mein btayenge .
chatra : sir ye bharitya sanskriti kya hai ar kaise hai.
sikshak: bharatiya sanskriti mtlb hamare bharat mein jo taur tarike apnaye gye hai isme jo hm tyohar manate hai us k taur tariko ko bharatiya sanskriti kha jaata hai .
chatra : mtlb ye sb bhwt pehle se ho raha hai mtlb ye sb tyohar jo hm aaj manate hai.
sikshak: ha beta ye ab bhwt varsho se anek paramparaye chli aa rhi hai.
chatra: dhnywaad sir aapne mujhe bharatiya sanskriti k baare mein btaya.
Similar questions