samvad lekhan between father and son about prepration of annual exam
Answers
Samvad lekhan between father and son about prepration of annual exam
Pita : Beta Ahsok kaise ho ?
Ashok : thik hu papa!
Pita : Exam ki tayaari kaisi chal rhi hai ?
Ashok : achhi chal rahi hai . ab to bus punravlokan ho raha hai .
Pita : bahut achii baat hai . Samj kar sawal hal krna . Rat k mat jaao .
Ashok : haa PAPA . Maine ganit ke sabhi formule yaad kr liye hai hai aur sabhi formulas pe 10 -10 sawal bhi hal kr liye hai . issliye muje ratne ki jarurat nhi hai . mai unka prayog samj gya hu .
PAPA : bahut khooob . Sabhi samgri pen , pencil aur geometry box teyaar kr lo . Bhool nan hi . Achhi neend le kar jaana . jayda tnaav mai mat aana .
Ashok : haa papa , Muje jo sawal aayenge main wo hi pahle hal karunga aur samay ka dhyaan rakhte hue hi sab kuch karunga .
PAPA: hai samay prabandhna bahut jaruri hai. Mobile ka prayog bhi ab band kr do kuch dino k liye . ye tumhaari ekaagrta k eliye thik nhi hai .
Ashok : ok PAPA . jo aap bolo .
PAPA : ab so jao . Preavesh parta boolna mat pariksha Kendra jaate samay .