Hindi, asked by yashita904, 1 year ago

samvad lekhan on iPhone

Answers

Answered by AJIT1258
3
Papa : beta rahul kya kar rahe ho ?
rahul : papa mein game khel raha hun .
papa : zara mujhe ek glass paani dena . 
rahul : papa mein abhi nahn de sakta .
papa : kyoon ?
rahul : kyun ki mein khel raha hun .
papa : rahul tum padhte kab ho ?
rahul : papa zab mera man karega mein padh longa .
papa : aajkal mein dekh raha hoon ki tum har wakt phone main khelte ho .
rahul : (gusse se) arey mein padh loonga .
papa : tumhe pata hai mere dost ka beta woh bhi tumhari tarah hamesha khelte tha. phir woh ek baar fail go gaya. 

rahul : thik hai papa mein aur nahn khelunga aur padhai karunga. 
HOPE IT HELPS(MARK AS BRAINLIEST)

Similar questions