Hindi, asked by jilshah2001, 1 year ago

Sandhi vviched and sandhi jodo explanation.
Its urgent please reply fast.

Answers

Answered by sami99
1
Do dhvaniyo k pas-pas hone k karan unke apsi mel se uttpan parivartan sandhi kehlata h. jiase  NAR + ISH = NARESH.

Sandhi kiye hue varno ko alag karke pahle vali stithi me lana sandhi vished kehlata h. Jaise MAHODAYA = MAHA + UDAYA.

:)
Answered by himm
0
Do varno ke mel ko sandhi kehte hain.
Jaise- surya + uday = suryoday
 Do vorno ko alag krna sandhi vichechd kehlata hai.
Jaise - singhasan = sinh + aasan
Similar questions