sanyukt parivar ki avashyakta short (80 - 100 words) essay in hindi
Answers
Answered by
7
Sanyukt parivar jo hota hai wo jitna kamata hai usme khush rahta hai aur yadi sanyukt parivar ko koi alag karna chahta hai to bhi wal jaldi alag nhi hote hai aur ager hote bhi hai to bhut jald hi apni galat fahmi ko dur karke aapas mai mil kr rahne lagte hai. Sanyukt parivar mai sabhi ek dusre ka aadar karte hai chahe wah chhota ho ya bada. Koi kuchh kahe phir bhi chhota palat kr jwab nhi deta hai yahi hmhota hai sanyukt parivar aur yahi hona bhi chahiye qki bada hamesa chhote ki bhalayi chahta hai
Similar questions