sau bar bane sau bar mitte ka bhaba kya hei
Answers
Answered by
1
bible ,kuran, sab geeta mein likha hai ki bhagwan ne jo banaya mitne ke liye banaya hai . jo cheez janm leti uski mrityu nischit hai. chahe wo kitni bhi tapasya kar le yaa phir kitne bhi punya kar le .ramayan mein bhi lankapati raavan ne teeno lokon par raaj karne ka swapn dekha tha.uski ardhangini to uske amar hone ke liye amrit kalash bhi prapt kar layi thi.veh kuch samay ke liye amar ho gaya tha parantu ant to uska bhi hua .veh bhi mit gaya .bible main likha hai ki jesus ne hamesha sabka bhala chaha hai aur uske liye jesus ne is srishti mein mombati ke roop mein jivit cheezon ko banaaya hai.par jivit cheezon ko mombati ke roop mein hi banaya hai kyonki us mombatti ko kabhi na kabhi bhujna hi hai . any mein hame ye pata chalta hai ki koi bhi jeevit vastu chahe kitni baari bhi janm le le uski mrityu nishchit hai.
Similar questions