Sea water kitne degree par jamta hai
Answers
Answered by
2
Explanation:
seawater freezes at about 28.4 degrees Fahrenheit
Answered by
1
जवाब:
- Sea water ka pani hamesha sadharan pani ke jesa jamta hai par thoda kam temperature me.
- Sadharan pani kamsekam 32° Fahrenheit me jamjata hai par samudra ka pani karib 28.4° Fahrenheit me jamjata hai kyuki samudra pani me namak(Salt) hai.
- National Oceanic and Atmospheric Administration ke mutabik, jab samudra pani jamkar barph banjata hai, to usme kam namak hotahai kyuki sirf paani jamjata hai.
- vaigyaan ke mutabik, hamesha 15% samudra hamesht barph reheta hai.
Similar questions