शिला न्यास का अर्थ क्या है?
Answers
Answered by
1
Bhawan , imarat Ka nirman hone se pehle uski neeb par patthar ya itta ke rakhne ki prakriya ko shilanayas kahte hai .
ravik4212p7h5ge:
इसके लिये english word कौन सा इस्तेमाल किया जाता है
Answered by
0
Jab kisi bhawan, imaarat ya pul ityaadi ki saranchana ki jaati hai, to sabse pehla kaam neev daalne ka hota hai. Isi neev ko shuru karne ki prakriya ko shilanyaas kaha jaata hai.
Shilanyas ka shaabdik arth hai, Shila ka nyaas matlab, shila matlab patthar or nyaas matlab sthaapit karna, iska poora matlab hai kisi bhi saranchana k pehle pathhar ko sthaapit karna.
Similar questions