शीत युद्ध की प्रकृति लिखिए कोई चार
Answers
Answered by
0
Answer:
dusre vishvayudh ke baad ke kaal mein sanyukt rajya america aur soviyat rus ke beech utpan tanav ki stithi ko sheet yudha kaha gya hai. mainen ke anusaar- sheet yudh do vichaardharao- punjivaad aur samrjyavaad, do vyavasthao- burjua loktantra tatha servhara tanashahi, do guto - naato aur vaarsa samjhota, do rajyo -america aur soviyat sangh tatha do netao - jon faster illaas tatha stalin ke beech yudh tha jiska prabhav pure vishva pr pda. PLEASE SAY THANK ME AND MARK AS A BRAINLIST.........................
Similar questions