Hindi, asked by rupu2004, 1 year ago

"Shabd" aur "pad" me kya antar hai ? Udaharan sahit spasht kijiye

Answers

Answered by rajatmaini200441
3

Answer:

shabd swatantre hota h or jab shabd ka vakya me prayog hota h tab veh pad ban jata h

Explanation: For Example

kamal  yeh ek shabd h

Kamal ek rashtriya full h yeh ek shabd h

Answered by tanushree8320
4

Answer:

shabd:---

do ya do se adhik varno k sarthak samuh ko shabd kehte hai.

udharn:--

  • baccha
  • ghoda
  • ladka

pad:---

jb shabd ka vakya me proyog hota h tb wah wyakrano k niyamo(ling, karak, wachan,aadi..)me bndh jata h or wah shabd swatantra n reh kr pad bn jata hai.

udharn:---

  • baccha rota hai.
  • ghoda dodta hai.
  • ladka padhta hai.

may it helps you.........

plzz plzz plzz mark it as a brainliest.....plzz...

Similar questions