Hindi, asked by bhupigohil7094, 1 year ago

Shabdh aur padh ka antar kya hai?

Answers

Answered by ridhya77677
3
Hey!!
Please find this answer.
Attachments:
Answered by aarushikhursija
2

shabdh ki paribhasha:

*varno ki saarthak samooh ko shabdh kehte hai.

* shabdh ka aarth shabdhkosh(dictionary) mai mil jata hai.

*shabdh svatantra (free) hai.

padh ki paribhasha:

*jab koi shabdh vyaakaran ke niyamo(grammar rules) se bandhkar ek vaakya mai prayog hota hai toh usse padh kehte hai.

* padh ka aarth shabdhkosh mai nahi milta hai.

* padh niyamo se bandha rehta hai.

Similar questions