Hindi, asked by n9avya0chakiy, 1 year ago

Short essay on rani lakshmibai in hindi

Answers

Answered by monu7bishnoi
9

“Rani Lakshmi Bai”

Rani Laxmi bai jinhe Jhansi ki Rani bhi kahte hai sammaan se.  Laxmi bai ka janam 19 novemebr 1828 mai huia tha .Varanasi ke Maratha parwar mai paida hui laxmi bai ka vivah  Jhansi ke raja  Gangadhar rao se hua tha . Unke do putra hue Damodar Rao aur Anad Rao. Rani laxmi bai 1857 ki kranti ki ek badi neta thi . unhone Angrejo ke khilaaf aawaj uthaayi aur janta ko ektratit kiya . unhe humesha  deshbhakti , grav aur bahaduri ki misaal mana jaata hai .Unhone kai baar akele hi angrajo se loha liyaa aur unke daant khaate kiye . ek samay dusman unke naam se kaampne the .kahte hai ki wo yuddh mai bhi apne chhote putra ko saath le jaati thi .

Isilye kaha bhi jata hai  ki “ Khoob ladi wo to mardaani thi , wo to jhaasi wali raani thi “.  Unke bachpaan ka naam Manikarnika tha .18 june 1858 ko gawalior ke pass wo veergati ko prapt hui . Desh aj bhi unke aajadi mai yogdaan ka krazdaar hai .

Similar questions