Hindi, asked by Harish8544, 1 year ago

short note on samay ka sadhubayogh in hindi

Answers

Answered by genius4657
0

Mera keyboard Hindi language ka nai hai

Answered by akritishukla91
0

समय

Samay hamare liye bahut mahatvapurna hai . Samay se badhkar ish Jeevan me kuch nahi hai. Hame har kaam samay par karna chahiye kyunki samay kisiki praticha nahi karta . Samay Suraj ki woh Kiran hai jo manushya ke andhkaar bhare Jeevan ki ek pal ke roshni se Prakash -may kar deta hai .Jo manushya Prakash ki Garima se paripurna ho Gaya us manushya ka Jeevan Apne Lakshya ki unchaion Ko paar kar leta hai . Samay kabhi nahi rukta hai vah nirantar gatisheel hai .isliye hame samay ka sadupyog karna chahiye

Similar questions