short summary of the chapter ""reedh ki haddi"" ncert kritika book
Answers
Answered by
86
yeh ek ekanki h . isme Uma naam ke ek ladki rahti h Jo ki B.A kr chuki rhti h . Uske pita uski sadi krvane ke li taiyar the. Uma KO dekhne ke liye JB ladke wale aate h to unki swagat ki taiyariya krne lgte h . Sankar aur Uske pita ki aate h . Sankar ke pita purane khayalat ke the aur Apne jamane ki tulna aaj ke jamane me kr rhe h . Sankar ki ridh ki haddi nii thi ,iss Karan vah sidha nii baith skta tha ,aur Uska swabhav achha nii tha . Sankar ke pita Kam padhi likhi bahu chahate the Jo unke isaro par Kam kre unse bahas na kre . lekin Uma padhi likhi Thi use aisa achha nii lgta . Uma ke pita samaj ke logo ki bato ke dar se jhuth bol kar ki Uma matrix pass h bs kahakar jhuth bolte h . Uma SE Sankar aur Uske pita ki betuki bate pasand nii ayi aur vah sadi ke liye mna kr deti h . phir Sankar aur Uske pita chle jate Uma ke pita ko bhla Bura kahakar.
Similar questions
English,
7 months ago
Math,
7 months ago
English,
7 months ago
Chemistry,
1 year ago
Environmental Sciences,
1 year ago