Hindi, asked by udita75, 1 year ago

shrarat karna uchit hai magar ek sima tak samjhae​

Answers

Answered by muskan81006
1

Answer:

sharat karna uchit hai magar ek sima tak kyunki sharat tabhi tak shrarat hoti jab tak usse kisi ko haani na ho agar usse kisi ko koi haani hoti h to vo galti me badal jati jiski koi maafi nahi hoti

Answered by chakku061122
1

Sharat karna savbhavik hain aur kch hadh tak acha bhi  parantu  sima mein jaise ham kisi ko dakha de vo hamare liye sharart hain parantu agar vo dusre ko chot lag sakti ya agar ham kisi ke sat maara mari kara sharat karne ke liye to vo bhi dusre kai liye bura ho to va uchit nahi. aisi sharat karni chahiya jo kisi ka ya hamara nuksaan na kare

Similar questions