Political Science, asked by Sp9418805, 10 months ago

Sityudh se hathiyaro ki hor aur hathiyaro par niyantran _ye dono hi parkirya paid a hui end dono prakiryao ke kya karan the

Answers

Answered by 29Aisha
4
  • Sityudh kaal me shantipurn pratidwandwta ne le liya . purane sainik addo ka vistar , naye sainik addo ki khoj naye sastro ki khoj , drutgami pariniyojit sena dono ki yahi mànovratti thi. iss tareh dono gutto me hatiyaro ki hod nirantar jari rahi . yahi sityudh ka Karan bani .
  • hatiyaro per niyantaran :- sityudh ke vatavaran me dono gutto me kabhi bhi pratyaksh yudh ho sakta tha . isliye hatiyaro per niyantaran ki madad ko dono gutto ne mehsoos Kiya . hatiyaro ki hod me hi hatiyaro per niyantaran ki prkriya arambh kr Di .iss disha me vibhin vartaye v sandhiyo ki prkriya arambh kr Di Gyi . jaise - NPT, SALT-1 , SALT -ll , START- 1 , START - -ll.
Similar questions