Speech on dharma vs andhvishwas
jilshah2001:
In how many words or lines did u want?
Answers
Answered by
4
Dharma vs andhvishwas:
Dharma ko man na bura nahi hai. Bhagavan ko bhi man na bura nahi hai. Par bhagavan ke nam par jo kha jata hai vo bura hai. Log aaj bhagavan kae nam par dhandha sirf kala dhan jama karte hain. Koi sadhu aata hai aaur bolta hai ki vaha jake pese rakhna nariyal bhandna dooth chadana aaur kya kutch nahi aaur bolte hai ki aaisa karne se jo bhagavan prasan huia to tumhari manokamna jaldhi puri ho jaye gi. Is tarah kai sadhu logo kao sirf lutte hai. Omg me dikhaya tha ki logo ko kaise lutte hai. Ek garib ko bhagavan ko chadhane vala doodh do to bhagavan bhi khush ho ge aaur vo garib aapko duaaiye dega. Andhvishwas bahoot boori bala hoti hai. Vah to sirf lotne ke liye hoti hai jabki dharma me sirf shreedha aur vishwash hota hai.
Please select my answer as best answer please please.
Answered by
4
Dharam aur andhviswas ye bahut alag algag hai bhagwan ke prati sachi lagan shraddha hi dhram hai lekin had se jyada vishwas andhvishwas hota hai andhviswas jyada pichhde verg ke logo me hota hai bhagwan ke nam per loot machi hui hai jab tak is duniya me andhviswas rahega tb tak desh ki unnati nahi ho sakti aur shadhu ke bhesh me dhongi bhi isi andhviswas ka fayda uthate hai dharm apni jagah hota hai lekin andhviswas se kabhi kisi ka bhala nhi ho skta
Similar questions
Biology,
9 months ago
Math,
9 months ago
Math,
9 months ago
English,
1 year ago
Environmental Sciences,
1 year ago