Hindi, asked by abhii, 1 year ago

Story of old people only in hindhi plzz plzzzzzz


piyali: if i give u a answer in english can u translate it in hindi

Answers

Answered by Gurudev
6
har pariwar me bujurg hote h. hmare jiwan me hmare bujurgo ka bahut mahtv hai. unke margdarshan se hum apne jeewan me aane wali kthinayio se bch skte hai. unka margdrshan hme jeewan jeene k parti prerit krta hai

Gurudev: plz mark as best. i really need this
abhii: A story
Answered by riyasharma5
5

bujurg hamare samaj ki jad hai unse hame age badhne ki prena milti hai apne se bado ke samman ke liye hum unke charan ispars karte hai lekin kya ye hum pure man se karte hai nahi sirf dikhawa karte hai aaj adhikans parivar me bujurgo ko bhagwan kya insano ka darja bhi nahi diya jata kisi jamane me unse puchhe bagair koi kam nahi hota tha aur aaj unka tirskar karte hai hume unka smman karna chahiye kyonki unke anubhav se hum bahut kuchh shikh  sakte hai
Similar questions