Subhash babu ke julus mein stree samaj ki kya bhumika thi??? (cbse class 10 Hindi)
Answers
Answered by
21
Subhash Babu ki juloos Mistri Samaj ki mahatvpurn Bhumika rahi thi. Bhari police vyavastha ke bad bhi Jaga Jaga 3 juloos ke liye toliyan ban gayi thi. Monument per bhi striyon Ne nidar hokar Jhanda faraya,apni giraftariyaan karwai tatha police un par laathiyan barsai.Iske baad bhi striyaan laal bajar tak aage badti gai. Is prakar striyon ne na keval purush samaj se sehyog kiya,balki us karye ko pura bhi kiya,jo sambhavt police laathicharge se adhura hi reh jata.
Answered by
21
सुभाष बाबू के जुलूस में स्त्री समाज की क्या भूमिका थी? सुभाष बाबू के जुलूस में स्त्री समाज की महत्वपूर्ण भुमिका रही थी। भारी पुलिस व्यवस्था के बाद भी जगह-जगह स्त्री जुलूस के लिए टोलियाँ बन गई थीं। जानकी देवी और मदालसा बजाज जैसी स्त्रियों ने जुलूस का सफल नेतृत्व किया।
Similar questions