English, asked by venuvvv2016, 1 year ago

summary in jullius and ceasar in hindi

Answers

Answered by karmaan958
0
is story men ek admin hai jiska nam Julius Caesar hai uski wife Calpurnia hai jise sapna aata hai ki use pati ke statue se khun nikal raha hai aur sbhi romans usmen apne hath dho rahe hain ye sapna dekh kar vo ceaser ko senet jane se rokti hai tabhi dassius brutus aa jata hai vo use crown ka lalach deke apni baton men fasa leta hai aur use senet le jata hai. vahan cassius jo Caesar se jalta tha vo use marne ka plan banaya hota hai vobhi sabko ye kahkar ki Caesar dhime dhime lalchi hota ja raha hai aur vah rome ke dictator banna chahta hai to markus brutus jise Caesar apne bete ke saman mants tha vo cassius ki baton men aa jata hai aur uske sandyantra ka bhagi dar ban jata hai aur kyon vo Caesar se jayada rome ko chahata tha vo rome to democratic dekhna chahata tha isliye vo sabhi milkar Caesar ko mar dete hain aur bad men antony jo Caesar ka sabse accha dost tha vo sabhi Romans yani aam admiyon ko apni speech ke jariye katilon ke khilaf kar deta hai aur Caesar ko sahi sabit kar deta hai. Jisse bad men sabhi aadmi milkar sare hatyaron ko mar dete hain aur markus brutus suicide kar leta hai.
Similar questions