Hindi, asked by Peekaachu310, 1 year ago

summary of george panvham ki naak in hindi

Answers

Answered by Nandinikaushik
4
is poore chapter main george pancham ki laat ki naak ki bat hui hai. george oancham jisne ki india ko kai parehaniyaan di lekin fir bhi humare neta uske statue ki naak ke lie bht jyada chintit hain aur uski nak lagwane ke lie murtikaar ko bulate hain vah poore desh main ghumta hai taki use vaisi nak mil jae lekin nahi milti uske bad humare swatantrata senanio ki murtio ki naak bhi dekhi jati hain ki koi us murti par sahi lag jae lekin ye bhi nahi ho pata aur ant main fir zinda aadmi ki nak lagane ka faisla hota hai. is path se ye pata chalta hai ki humaee neta aaj bhi angrejon se kitna darte hain aur jin swntantrta senaniyon ne humare kaarn apni jan di unki koi respect nahi krte. i hope it help
Answered by MohitJA88
9
This is the summary. U may like so click on thanku button
Attachments:
Similar questions