summary of "kis tarah akhir kar main hindi mein aaya "???
Answers
Answered by
23
Is kathan me editor ne apne jeevan ke is ghatna par zor dala hai ki vo hindi paksh me kis prakar aaye.Vo kehte hai ki unhe hindi bhoth romanchak nahi lagti thi.Achanak se unki biwi ka dehant ho jata hai kisi beemari ke karanvash.Ab,ghar walo ne lekhak ko kuch kaam karne ko kaha,toh ve dilli nikal pade.Vahan ek chota sa makan kiraye par lekar,vo chitrakaari ka kaam jari rakha.Angrezi aur urdu me ve kabhi kabhi,kavitayeen ya kuch likh dete they.Phir,Harivansh rai bacchan,(mahur mashoor poet) ke prabhav me aakar,unhone hindi me pravesh kia.Harivansh Rai Bacchan unke kavitayeen se bahut prabhavit hue.Isliye,lekhak ne hindi me likhna aur hindi ko pasand karna shuru kia.
Cheers!
rate me up.
Cheers!
rate me up.
Similar questions
Social Sciences,
8 months ago
Social Sciences,
8 months ago
Chemistry,
8 months ago
Science,
1 year ago