Hindi, asked by rahulgrover033, 10 months ago

summary of neta ji ka chashma​

Answers

Answered by stutitripathi25
5

deshbhakti ka sandesh dene vale is chapter m btaya gya h ki deshbhakti keval desh s prem krna nhi balki desh ka har nagrik , prakarti , jeev jantu , pashu pakshi etc.sabhi s prem krna aur unki raksha krna deshbhakti kehlata h .

lekhak n chashma bechne vale captain k madhyam s ek ese sadharan vyakti k karya ka varnan kiya h jo abhav grast zindagi vyatit karte hue bhi deshbhakti ki bhavna rkhta h lekin hmara samaj ese logo ka samman krne k bajaye unprr hasta h . caption k charitr k dwara lekhak n un anginat deshbhakto ko smaran krne ka prayas kiya h aur deshbhakto ko samman dilane m apna yogdan diya h

Similar questions