Hindi, asked by usha24, 1 year ago

summary of poem yugantar gandhi

Answers

Answered by Anonymous
8
Yuganter Gandhi kavita main kavi ne
Mahatma Gandhi ko Yugpurush kehker sambodhit karte hain.Kavi kehte hain ki Mahatma Gandhi itne mahaan the ki unhe her yug ke log samman ki drishti se dekhte hain.Inke btaye gye raste per aaj bhi her vyakti chalta chahta hai.Mahatma Gandhi kabhi kisi se nhi dare balki her mushkil ka saamna. kiya.Unhone bina hinsa ko apnaye hi shanti ke raaste ko apnaker apne dushmano ko haraya.
Similar questions