Hindi, asked by Harshit1S, 1 year ago

summary of the story kaki written by siyaramsharan gupt

Answers

Answered by Anonymous
36
" KAKI " Kahani Siyaramsharan Gupt ne likhi hai. Iss kahani mein Uma aur visveshvar ke putra shyamu ke baal manovigyan ko chitrit kiya gaya hai. Jab veh apni maa ko jamin par kambal oode hue dekhta hai toh veh bahut darr jata hai ki uski maa naa jaane jamin par kyun lete hui hain. Baad mein sabhi bade uski maa ko shamshan ghat lekar chale jaate hain. veh apni maa ko bahut yaad karta hai aur ek din aasman mein dekh raha hota hai , achanak se veh ek udti patang ko dehkar bahut khush ho jata hai. Phir veh apne humumra dost bhola ko ek patang aur rassi lane ko kehte hai. Iss dooran veh apne pita ke coat se kuch paise churata hai. Baad mein jaise hi visveshvar ko yeh pata chalta hai toh vo uske bahut saare tamache jadd deta hai. Aakhirkar veh samajh jaata hai ki yeh paiso ki chori ek patang ke liye ki jaati hai jo uski maa ko aasman se niche jamin par utaar sakti thi.

HOPE IT HELPED.. :))
Answered by TharunAditya
0

Answer:the story kaki revolves around the small boy name Shamu whose mother dies unexpectedly one day.... then shyamu gets hurt so much because of his mother's death.. then he and his friend bola makes a plan to bring his mother down from God through kite... samuh things that the thread of the kite is too thin to bring his mother down so he plans to steal money from his father to buy a bigger string.. when his father comes to know about this.. his father gets outraged and scolds him and slaps shyamu.... later father asked the reason for stealing.. when shyamu explains it all his father feels guilty for scolding him...

this story shows the young boy's love for his mother ... and his innocence...

Explanation:

Similar questions