Ten lines about pencil in hindi
Answers
Answered by
7
chahe hum kitna bhi inkar kare, pencil hamare Zindagi mein saalo se madad karti aaye hai. pencil humare bachpan mein kushiyo ka pitara hai. hum isse banaye hue kalakritiyon ko kitna pasand karte hai. kalam SE beheter hoti hai pencil. har insaan se galti hoti hai jise sudharne ka mauka hume pencil deti hai. pencil ki baat hi nyari hai.
Answered by
27
1 .pencil likhne ya chitr bnane ke kaam ati h .
2. hum ise geometry box ki rani kh skte h.
3. ye lead se bni hoti hor iske chaaro or lakdi ka kavach hota h.
4. phli pensil of 1795 me bnaya gya tha.
5. har pencil pr HB likha hota h. jo uski likhavat ko darshata h.
6. pencil sabhi rango or lambai m ati h.
7. pencil se likhna sabhi bacho ko passand ata h.
8. pencil se likhne ke 2 fayde h phla hamari likhavat achi hogi or dusra ager koi galti ho jaygi to use hum erasse kr skte ho.
9. pencil ke द्वारा hum kagaz pr likh skte h.
10. pencil baccho ki ek achi or sachi mitr hoti h.

never9:
hiii
Similar questions