Math, asked by RanjankrRam, 10 months ago

Tera hamko ..bhula dena ...
hasa ke phir Rula dena ...

Answers

Answered by SarahEmad
1

Answer:

Tujhe Bhoolna Toh Chaaha

Tujhe Bhoolna Toh Chaaha

Jab Tere Kareeb The

Kitne Khush Naseeb The

Raatein Sab Chirago Wali

Saare Din Hi Eid The

Chahtein Thi Chand Par

Dooriyon Ki Kya Fikar

Jaise Lafaz Aur Baatein

Aise Nazdeek The

Teri Judaiyon Mein Barse Woh Naina Bhi

Sau Dard Milke Jinko Rula Na Paaye

Tujhe Bhoolna Toh Chaaha

Lekin Bhoola Na Paaye

Tujhe Bhoolna Toh Chaaha

Lekin Bhoola Na Paaye

Jitna Bhulana Chaha

Jitna Bhulana Chaha

Tum Utna Yaad Aaye

Tujhe Bhulna To Chaha

Lekin Bhula Na Paaye

Tujhe Bhulna To Chaha

Lekin Bhula Na Paaye

Step-by-step explanation:

Prefer these lines

It better suits to your situation

Similar questions