Hindi, asked by GovindKrishnan, 1 year ago

दिए गए चित्र को देखकर 10 वाक्यों में उनका वर्णन कीजिए |

Hindi Picture Explanation in 10 sentences.

Attachments:

Answers

Answered by Harshit07
28
Dear Friend,
yah nazara ek gaon ka hai.
yaha loog aapanae rooj ke kaam Marne main vayasth gain.
ek baccha yaha naha raha hai.
ek aurat matkae main pani daal rahi hain.
yaha kai kuttae hi hai.
ek ladaka yaha cycle ke tyre se khel raha hai.
ek aurat matka leke pani bharne aa rahi hai.
bacchae uaha khel rahe hai.
ek aurat bartan maj rahi hai.
ek amma apnae bacchae ko uthakar hand pump ke pas ja rahi hai.
hope it helps u.
Answered by no2
16
1) Prastut chitra ek gav ka hai.

2) Prastut chitra mein gav ke log pani bharte hue dikhai de rhe hai.

3) Isse yah pratit hota hai ki is gav mein pani ki kami hai ya toh ye gav garreb gav hai isiliye ek sarvajanik NAL se sare gav ke log pani bhar rhe hai.

4) Prastut chitra mein mausam subah ke hai kyoki ek ladka Naha bhi RHA hai aur subah ke samay sari gav ki aurate ek dusre se bat kar rhi hai aur pani bhar rhi hai.

5) Gav ke sare Admi ya toh kaam par gye hai ya so rhe hai.

6) Prastut chitra se Hume pani ke mahatave ke baare mein samjh aata hai.

7) Pani bahut anmol cheez hai aur ab hamari pritvi par saaf peyjal sirf 2.5% se 3% tak hi baccha hai Jo is badhti hui jansankhya ke liye kaafi kam hai.

8) Hume pani Bache ke sare saksham prayas karna chahiye.

9) Aaage ke samay mein agar pani ka yhi hal hota rhega toh pani ki bhi kimat ho jaegi.

10) Hume pani ko ek beshkimati padharth man ke uska sangrakshan karna chahiye.


Hope this helps.......
Similar questions