दो-तीन दिन की छुट्टी मांगते हुए अपने कक्षा अध्यापिका को पत्र लिखिए ।
Answers
Answered by
4
Answer:
Preshak,
Pravin ,
10 vi kaksha,
TBHS School ,
bangalore
Seva me,
kaksha adhyapika mahoday,
10 vi kaksha,
TBHS School ,
bangalore
vishay : teen din chutti ke liye.
aadharaniy mahoday,
uparyukt vishayanusar aapse savinay nivedan hai ki meri tabiyath teek nahi hai. esliye maividyalaya nahi aa sakti. esliye aap dinank : 01-11-2020 se dinank 03-11-2020 tak chutti dene ke liye krupa kare.
dhanyavaad sahith,
aapke aagnakaari chatra,
Pravin
adhyapika sahi, poshak sahi,
(xxxxxx) (xxxxxx)
ALWAYS KEEP SMILE
Similar questions