दो दोस्तों के बीच ी-फ़ोन को लेकर होने वाली बातचीत को संवाद के रूप मे लिखिए
Answers
Answered by
2
Sorry main english main jaldi likh sakti hu
Ram - aaj maine ek nya phone liya
Shyam- kitne ka...
Ram - jada nhi sirf 5000 ka
Shayam - itne ka...
Ram - hmm yar
Shayam - yar mere pass bhi hai par sirf 1000 ka
Ram - to usme sari facilitys nahi hoti
Shyam - to baat karne se hi to matlab hai
Ram- mere usse hi saare kam hote hai office se lekar ghar tak ke
Shayam - to ye utni bhi acchi cheez nahi hai kyunki isse aap saare kam bethe bethe ho jate hai jo ki health ke liye acha nahi hai hame apni health ke liye chalna chahiye.
Ram - yaar baat to tum thik keh rahe ho. Thik ab se main apna kam khud karunga na ki phone se taki meri health thik rahe. Thanks shyam

pariharviveksingh:
please follow me
Similar questions