Hindi, asked by Anny121, 1 year ago

"देव सहाई" कहकर कवि देव क्या कामना किए है ?
Hindi Class X , chap : देव

Answers

Answered by Anonymous
2
Dev savaiyaa kavita ko kavi shri dav ne likha hai.Is kavita main ka vi ne shri Krishna ke manoram roop ka gungaan kia hai.Kavi kehte hain ki shri Krishna bohot hi pyaare dikhte hain.Fir kavi basant ritu ke baare main btate hue kehte hain ki basant ritu ke aane per aise lagta hai ki jaise koi chota baccha hua ho.Pedon per rang birange phool jaise nanhe bacche ke kapde.Chidiyyon ka chehchahana jaise maa ki lori.
Chandrama ka aane per nadi aise doodhiya pratit hoti hai jaise ki doodh ki nadi ho.Shri krishna kehte hain ki Radhika to Chandrama se bhi sunder lag rahi hain.
Similar questions