Hindi, asked by vidhaanraisingh, 9 months ago

धरती की सी रीत है, सीत घाम औ मेह। hindi meaning

Answers

Answered by itzzaryan
7

धरती की-सी रीत है, सीत घाम औ मेह।

जैसी परे सो सहि रहे, त्यों रहीम यह देह।।

Rahim ji ye kahan chahte hai ki jis prakaar ye dharti sabhi mousam se gujaarti hai aur unko bina kisi bhed bhaav aur takleef ke sahti hai . jaise ki baarish , sardi , shookha , aur kai anya ritue aati hai aur jaati hai . thik usi prakaar manav deh bhi dharti ke saman sabhi sukh , dukh , kathinaaye aur takleefe sahti hai . jo hota rahata hai usko sahti rahti hai . manav deh ki tulna dharti se ki gayi hai . hume bhi dharti ke saman adig aur atal rahna chahiye bina kisi viswas kp khoye . sab kuch badalta rahta hai dhookh mai hum jaayda udaas naa ho aur shukh mai prabhu ka sumiran krn anaa bhule .

Similar questions