Hindi, asked by poonamdevi26335, 8 months ago

Tibet Mae yatri ko kin prakar ki kathin aaiyo Ka samna karna padta tha​

Answers

Answered by mohitssrw
4

Answer:

Explanation:

tibet yatra me lekhak ko nimnlikhat kathinaao ka samna karna pada

1.  us samay timat me bhartiyo ko yatra karne ki anumati nhi thi isliye unhe bhikshu ke rup me yatra jari karni padi

2. lekhak raste me apne ghode ke karan apne sathiyo se bhichad gaye

3 . unhe thongla jesi khatarnak sthano ki yatra karni padi

4. choro ke dar se yatriyo me chori ka bhay bana rahata

hope it helps you very well

Similar questions