translate in sanskrit to hindi
Answers
Answer:
bharat varsh me anek utsav hote hai
diwali ek mahan tyohar hai
ram Ji k sath sita maa or lakshman Ji aaye the
swagat me logo ne deepak jalaye
uske baad har saal diwali manai jati h
is utsav me ram Ji ki vijay hui thi
is din log patakhe jalate h
ghar - ghar me maa lakshmi ki Puja hoti h
yah din bahut hi aanandayak hota h
Explanation:
hope it helps u.... sorry i have not written these sentences using hindi keyboard..as it takes too much time...
plz mark as brainliest and follow me
Explanation:
BHARAT VARSH MEIN ANEK UTSAV MANATE HAI
DEEPAWALI EK MAHAN UTSAV HAI
DEEPAWALI KE DIN PRABHU SHRIRAM AYODHYA AAYE THE
RAM SITA AUR LAXMAN ASIT HUYE THE
JANTA NE UNKE SWAGAT MEIN DEEP PRAJWALIT KIYE THE
TAB PRATIVARSH DEEPAWALI MANATE HAI.
AUR PRABHU SHRIRAM KE VIJYUOTSAV PAR
UTSAV MANATE HAI
IS DIN LOG PATAKHE, JALATE HAI
GHAR GHAR LAKSHMI JI KI PUJA KARTE HAI.
AUR YEH UTSAV MAHA ANANDAYAK SE MANATE HAI.