tritya bhasha ki upyogita par prativedan likhivye plz give me answer
Answers
Tritya bhasha ki upyogita
Jaisa ki hum jaante hai ki Hindi humari rastra bhasha hai aur sabhi raj karyo mai isi ka prayog hota hai . English hume aaj ke aadhunik yug mai noukari dilaane mai sahayak hoti hai . lekin Jab baat tritiya bhasha ki aati hai to ye bahut jaruri hi jata hai ki humaare school aur mahavidhyalay inki padhaayi likhaayi ka bhi prabandh kre kyuki tritiya bhasha humaari janam ki bhasha hoti hai aur woe k parampara aur riti ka kaam krti hai . Jaha Hindi hi tritiya bhasha to waha to thik hai lekin nhi hai waha setriya bhashao ko aage badhaane ka kaam humara hi hai . Sabhi setry bhashao ka tritiya bhasha ka darjaa de aur English ki jagah anya videshi bhashaye bhi saamil ki jaa saktii hai lekin Tritiya bhasha ke isthaan par hum sirf setriya bhashaye hi rakhe aur unko badhawa de. Har School aur mahavidhyalaya unke adhyapak aur paracharya ho . Aam rojgaar mai yebhashaye bahut sahayak hoti hai .Aam jan jeevan mai vyapaar aur vavyaar ke liye hum setrya bhashao ki upyogita ko nakar nhi sakte . hum apne buzurgo se bhi iss bare mai sheekhte rahana chahiye . Peedhi dar Peedhi hum unhe aage bahdaaye . Tritiya bhasha ki ahamiyat ko kabhi kam naa hone de.